Saturday, 7 February 2015

tum kya jano, ke kaise ye waqt guzrta hai.

Meri sanso me aksar ek tufan bhara sa rhta hai.
badal gye hai tumhare tewar humse ye kahta hai.
tumhara ek tirskar meri ankho me ask bharta hai.
tum kya jano ke kaise, ye waqt guzrta hai.

No comments:

Post a Comment